Thodi si pee sarab thodi uchhal di.
khuch is tarh se hamne apni jabani nikal di.
hamne siya hai ishq me honto ko is tarah .
jisne bhi di zahan mai misal hamari misal di
khuch is tarah se jabani nikal di
unki nigaho mai gunagar hai hum.
kasmo ko todne ke kasurwar hai hum.
ye hamari ankho kinami hi janti hai.
kis kadar unke liye bekarar hai hum…….
Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai
Tum ko rakhenge saath zeenat bana ke ghar ki
Reh jaayein phir na tanha main aur meri tanhai.
No comments:
Post a Comment