Sunday, 19 February 2012

Uthata hai dard dil ki gahrayion se,



Uthata hai dard dil ki gahrayion se,
Darta hu yaron in tanhaiyon se.
Pyar me daga khana manzoor nahi,
Chhutata nahi pichha fir rusvaiyon se…


No comments:

Post a Comment