Thursday, 25 July 2019

Humne Kab Tumse Mulakaat ka wada Chaha,



Humne Kab Tumse Mulakaat ka wada Chaha,

Dur rehkar to tumhe aur bhi jyada chaha,
Yaad aaye mujhe aur bhi siddat se Tum ,
Bhulne ka Tumhe jab bhi Irada Chaha…